Friday, March 21, 2008

Nigahen aapki pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shan hai hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki sanse aapki jaan hain hamari…
--------------------------------------------------------

Muddat se door the hum tum,
ek zamane ke baad milna acha laga.
sagar se gehra laga aapka pyar,
tairna to aata tha par doobna acha laga….

--------------------------------------------------------
Sajde dil ke tarane bahut hai, zindigi jeene ke bahane bahut hai,
aap sada muskurate rehna, apki muskurahat ke deewane bahut hai…
--------------------------------------------------------

Muddat se door the hum tum,
ek zamane ke baad milna acha laga.
sagar se gehra laga aapka pyar,
tairna to aata tha par doobna acha laga….